Kaise Lein YouTube SponsorShip 100 Subscribers Mein.

 Bohot se YouTubers ko sponsorship chahie hoti hai.YouTube sponsorship ke madad se Kuch log YouTube se aasani se aur badi jaldi se paise kamane Ki soch rahe hain. Sare YouTube usko pata hai ki thousand subscribers pure hone ke Baad sponsorship available hoti hai Magar aap aise hi sponsorship ko le sakte ho.
 1000 subscribers ke bina for sponsorship Le sakte ho aur achcha khasa paisa earn kar sakte ho bus aapke channel pe 200 se 300 views Aane chahie lagbhag Har videos per. jab bhi aap video upload karte ho, sponsorship ke liye subscribers important nahin hote views thik-thaak aana chahiye toh aapka kam ban jaega.
Ideas For Getting Sponsorship:
Aapne jaisa apna youtube channel ka profile banaya hai theek waisa hi aapne apna instagram account open Karlena hai, wahi youtube ke channel ke naam se aur Jabhi aap apne channel par video upload karoge toh instagram par us hi baare me post Aur events upload karte rehna hai.
sponsorship milne ki chances instagram par increase ho jati hai, jobhi company apne brands ka promotion social media par promote karwana chahti ho instagram par directly aapko samne se contact karegi aur dekhegi ki aapke channel par audience response karti hai toh aapko 100% percent sponsor jarur karegi.
• Agar aapke channel par subscribers views kaafi achhi khasi aati hai par aapko kisi bhi company ka sponsor email nahi aata hai toh aapko iss website ko ek baar zarur check karlena chahiye.

Comments

Popular posts from this blog

GTA SA V2.00 Android Highly Compressed 2020

RealMe 5i a budget phone | specs leaked

Ye Top Adventure Games Nahi Khela Toh Kuch Nahi Khela